% ITRANS Song #21118 % \startsong \stitle{mai.n piike nahii.n aayaa}% \film{Kavi}% \year{1954}% \starring{Bharat Bhushan}% \singer{Talat Mahmood}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Audio on: HMV (LEGENDS-Talat Mahmood-vol 2) % Tags: % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 24 Oct 2006 % Series: Talat -The Velvet Voice- % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % mai.n piike nahii.n aayaa, mai.n piike nahii.n aayaa mai.n piike nahii.n aayaa, mai.n piike nahii.n aayaa are mastii bharii aa.Nkho.n se do jaam churaa laayaa mai.n piike nahii.n aayaa, mai.n piike nahii.n aayaa \threedots mastii merii aa.Nkho.n ne botal se nahii.n lii hai saaqii se nahii.n maa.Ngii, chulluu se nahii.n pii hai behosh nahii.n phir bhii mai.n hosh ga.Nvaa aayaa mai.n piike nahii.n aayaa, mai.n piike nahii.n aayaa \threedots jiinaa kise kahate hai.n jiikar bhii nahii.n samajhaa (2) piine kaa mazaa kyaa hai piikar bhii nahii.n samajhaa pyaalaa mere ho.nTho.n tak aakar bhii nahii.n aayaa mai.n piike nahii.n aayaa, mai.n piike nahii.n aayaa \threedots apane hii Kayaalo.n ko maiKaanaa banaayaa hai (2) TuuTe hue ik dil se paimaanaa banaayaa hai saawan kii ghaTaa_o.n ko aa.Nkho.n me.n chhupaa laayaa mai.n piike nahii.n aayaa, mai.n piike nahii.n aayaa % #endindian \endsong