% \startsong \stitle{jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man kisii kaa naam nahii.n}% \film{Jaan-e-Man}% \year{1976}% \starring{Dev Anand, Hema Malini, Premnath, Ajit}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % jaan\-e-\man, jaan\-e-\man jaan\-e-\man, jaan\-e-\man jaan\-e-\man kisii kaa naam nahii.n phir bhii ye naam ho.nTho.n pe na ho aisii koii subah nahii.n, shaam nahii.n jaan\-e-\man jaan\-e-\man \threedots mai.n ne sif.r Kayaalo.n me.n Kvaabo.n kii sej sajaayii hai dil ke khaalii diivaaro.n par ik tasaviir banaayii hai tasaviiro.n pe marataa huu.N, vaqt guzaaraa karataa huu.N mai.n mahabuub kii galiyo.n kaa,koii aashiq badanaam nahii.n jaan\-e-\man jaan\-e-\man \threedots kal kii baat Kudaa jaane par aaj talaq ye baat nahii.n dil pe baadal chhaaye hai.n par aa.Nkho.n me.n barasaat nahii.n aisaa mai.n diivaanaa huu.N, aisaa mai.n mastaanaa huu.N pyaas to hai in ho.nTho.n par, lekin haatho.n me.n jaam nahii.n jaan\-e-\man jaan\-e-\man \threedots % #endindian \endsong %