% ITRANS Song # % \startsong \stitle{kaanhaa kaanhaa aan pa.Dii mai.n tere dwaar}% \film{Shagird}% \year{1967}% \starring{Saira Bano, Joy Mukherjee, I S Johar}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: SaReGaMa (HMV) % Tags: devotional, bhajan, raag: maa.Njh khamaaj % Contributor: Nanak Chand % Transliterator: U.V. Ravindra % Date: 13 Jan 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % hamm \threedots kaanhaa kaanhaa, aan pa.Dii mai.n tere dwaar \-2 mohe chaakar samajh nihaar kaanhaa kaanhaa, aan pa.Dii mai.n tere dwaar \-2 tuu jise chaahe, aisii nahii.n mai.n haa.N terii raadhaa jaisii nahii.n mai.n phir bhii huu.N kaisii kaisii nahii.n mai.n kR^ishNaa \threedots mohe dekh to le ek baar kaanhaa kaanhaa, aan pa.Dii mai.n tere dwaar \- 2 buu.Nd hii buu.Nd mai.n pyaar kii chunakar pyaasii rahii par laa_ii huu.N giridhar TuuT hii jaae aas kii gaagar mohanaa \threedots aisii kaa.Nkariyaa nahii.n maar kaanhaa kaanhaa, aan pa.Dii mai.n tere dwaar \- 2 maaTii karo yaa swarNa banaa lo tan ko mere charaNo.n se lagaa lo muralii samajh haatho.n me.n uThaa lo socho naa kachhu aab he kR^iShNa muraar kaanhaa kaanhaa aan pa.Dii mai.n tere dwaar mohe chaakar samajh nihaar chaakar samajh nihaar \- 2 kaanhaa kaanhaa aan pa.Dii mai.n tere dwaar tere dwaar kaanhaa kaanhaa, aan pa.Dii mai.n tere dwaar % #endindian \endsong