% ITRANS Song # % \startsong \stitle{baalii umariyaa bhajan karuu.N kaise}% \film{Sanyasi}% \year{1975}% \starring{Hema Malini, Manoj Kumar}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Vitthal Bhai Patel}% % % Audio on: % Tags: Provocative % Contributor: Ajay Gupta % Transliterator: % Date: 21 Oct 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % la: baalii, baalii umariyaa bhajan karuu.N kaise cha.Dhatii jawaanii jogan banuu.N kaise mu: jhuuThaa, jhuuThaa guru kaa vachan karuu.N kaise saadhu huu.N teraa sajan banuu.N kaise jhuuThaa la: ho, chaal merii bahakii, nazar merii Dolii \-2 chhuuT gayaa bachapan, badal gayii bolii mu: terii tuu jaan mujhe chho.D de akelaa mai.n na ban paauu.Ngaa, saadhu se chhailaa maayaa me.n man ko magan karuu.N kaise la: cha.Dhatii jawaanii \threedots mu: naa ghar kii paravaah, naa logo.n kaa Dar hai \-2 aisii kyaa terii hii cha.Dhatii umar hai la: jaane kyo.n tujh par na ko_ii asar hai terii aur merii baraabar umar hai naazuk, naazuk kamariyaa sambhal chaluu.N kaise mu: saadhu huu.N teraa \threedots mu: baar baar tujhako ye kaise samajhaauu.N \-2 tujhase ko_ii rishtaa mai.n jo.D nahii.n paauu.N la: laaj lage batiyaa.N mai.n kaise bataauu.N aisaa naa ho mai.n ku.Nwaarii rah jaauu.N ThaNDii, ThaNDii ye man kii agan karuu.N kaise mu: saadhu huu.N teraa \threedots % #endindian \endsong