% ITRANS Song # % \startsong \stitle{saaqii terii mahafil me.n ham jaam uchhaale.nge}% \film{Mainosh (Non-film)}% \year{}% \starring{-}% \singer{Anup Jalota}% \music{Anup Jalota}% \lyrics{Fana Nizami}% % % Audio on: % Tags: Ghazal % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 26 Aug 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % (jazb\-e\-vafaa se kaam liyaa aur pii ga_e saaqii se ba.Dhake jaam liyaa aur pii ga_e maaluum jab hu_aa ke mainaab hai haraam allaa miyaa.N kaa naam liyaa aur pii ga_e) saaqii terii mahafil me.n ham jaam uchhaale.nge jab kaabe me.n jaa_e.Nge zamazam se nahaa le.nge duniyaa ke har\-ek Gam se behatar hai Gam\-e\-jaanaa sau shamme.n bujhaakar ham ek shammaa jalaa le.nge ai pardaanashii.n tumako ye pardaa mubaarak ho ham apane tasavvur me.n tasviir banaa le.nge jaane do zaraa kashtii machalii hu_ii maujo.n me.n tuufaan kab aa_egaa a.ndaazaa lagaa le.nge ham dekh nahii.n sakate sharmi.ndagii\-e\-qaatil duniyaa kii nigaaho.n se zaKmo.n ko chhupaa le.nge % #endindian \endsong