% ITRANS Song # % \startsong \stitle{aayaa hai baarisho.n kaa mausam sharaab piikar}% \film{Mainosh (Non-film)}% \year{}% \starring{-}% \singer{Anup Jalota}% \music{Anup Jalota}% \lyrics{Madan Pal}% % % Audio on: % Tags: Ghazal % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 15 Aug 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % aayaa hai baarisho.n kaa mausam sharaab piikar aa_o ke bhuul jaa_e.N sab Gam sharaab piikar Gazalo.n ke jaam chhalake kuchh Kaas\-hii adaa se pahu.Nche ham a.njuman me.n jis dam sharaab piikar kaliyo.n kaa ye tabassum bha.Nvaro.n kaa ye tarannum madahosh kar rahaa hai aalam sharaab piikar kis husn kii sharaabe.n aa.Nkho.n ko yaad aa_ii daaman me.n gir rahii hai shabanam sharaab piikar shab hai sa.Nbhal ke chali_e sab raaz khol degii paazeb kii thirakatii chhamachham sharaab piikar % #endindian \endsong