% ITRANS Song # % \startsong \stitle{jabase pii sa.ng nainaa laage}% \film{Aasmaan}% \year{1952}% \starring{Nasir Khan, Shyama}% \singer{Rajkumari}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Pulkit Sharma % Transliterator: Pulkit Sharma % Date: 19 May 2005 % Series: GEETanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % jabase pii sa.ng nainaa laage tabase naahii.n laage nain ho.a gin\-gin gha.Diyaa.N din kaaTuu.N mai.n gin\-gin taare kaaTuu.N rain piyaa aan sakhii more nainan me.n\-2 morii ni.ndiyaa churaa_e gayo\-2 {mai.n to aas banii saajan kii aur saajan moraa re}\-2 laakh manaa_uu.N par nahii.n maane ab man moraa re more tan\-man me.n haa_e bedardii\-2 kaisaa jaaduu jagaa_e gayo\-2 {kabhii Chup\-Chup ghuu.NghaT kaa.Dhuu.N kabhii bi.ndiyaa lagaa_uu.N mai.n}\-2 phir apane hii aap ko takake sharmaa jaa_uu.N mai.n ye pyaar nayaa si.ngaar nayaa\-2 morii sudh bisaraa_e gayo\-2 % #endindian \endsong