% ITRANS Song # % \startsong \stitle{chorii chorii solah si.ngaar karuu.Ngii}% \film{Manoranjan}% \year{1974}% \starring{Shammi Kapoor, Zeenat Aman, Sanjeev Kumar}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 14 May 2005 % Series: THGHT % Comments: One of RDB's finest compositions, this song ranks among Asha Bhosle's own favorites too and was nominated for Filmfare Best Playback Singer (Female) Award in 1974. % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % chorii chorii solah si.ngaar karuu.Ngii aaj saarii raat i.ntazaar karuu.Ngii soye hai.n mere piiyarawaa soye hai.n mere piiyarawaa ho chorii chorii solah si.ngaar karuu.Ngii aaj saarii raat i.ntazaar karuu.Ngii soye hai.n mere piiyarawaa soye hai.n mere piiyarawaa haa.N haa.N chorii chorii solah si.ngaar karuu.Ngii lipaTe badan se shole agan ke terii lagan ke khelo naa man se mere kah duu.Ngii mai.n ye sajan se ho ho haa.N haa.N terii lagan ke khelo naa man se mere kah duu.Ngii mai.n ye sajan se naa jii naa haa.N haa.N jii haa.N ek ye gilaa sau baar karuu.Ngii aaj saarii raat i.ntazaar karuu.Ngii soye hai.n mere piiyarawaa soye hai.n mere piiyarawaa ho chorii chorii solah si.ngaar karuu.Ngii naino.n ke raste chupake se aake sapano.n me.n jaake paayal bajaake chhan se rakh duu.Ngii unako jagaake ho ho haa.N haa.N sapano.n me.n jaake paayal bajaake chhan se rakh duu.Ngii unako jagaake naa jii naa haa.N haa.N jii haa.N pyaar kiyaa hai mai.nne pyaar karuu.Ngii aaj saarii raat i.ntazaar karuu.Ngii soye hai.n mere piiyarawaa soye hai.n mere piiyarawaa haa.N haa.N chorii chorii solah si.ngaar karuu.Ngii aaj saarii raat i.ntazaar karuu.Ngii soye hai.n mere piiyarawaa soye hai.n mere piiyarawaa % #endindian \endsong