% ITRANS Song # % \startsong \stitle{ba.Daa hasiin hai ab ke bahaar kaa mausam}% \film{Bhulaye Na Bane / Kali Khili Gali Gali (non-film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Sanjay Kumar}% \music{Anup Jalota}% \lyrics{Sardar Anjum}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 25 Mar 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % ba.Daa hasiin hai ab ke bahaar kaa mausam bahak na jaae kahii.n intazaar kaa mausam baDaa hasiin hai \threedots gulo.n ko chuum ke baad\-e\-sabaa nahii.n lauTii ise mai.n kaise kahuu.N aitabaar kaa mausam bahak na jaae kahii.n intazaar kaa mausam ba.Daa hasiin hai \threedots chale bhii aao ke bhiige.nge ab ke saawan me.n machal rahaa hai abhii aabashaar kaa mausam bahak na jaae kahii.n intazaar kaa mausam ba.Daa hasiin hai \threedots jahaa.N me.n jab kahii.n rut baa.NTane kii baat chale hamaare naam likhaa jaae yaar kaa mausam bahak na jaae kahii.n intazaar kaa mausam ba.Daa hasiin hai \threedots % #endindian \endsong