% ITRANS Song # % \startsong \stitle{mohabbat me.n ajii kyaa aap}% \film{Phandebaaz}% \year{1978}% \starring{Dharmendra, Moshumi Chatterjee}% \singer{Rafi, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: HMV % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 9 Mar 2005 % Series: THGHT % Comments: Rafi sang some of his sweetest songs for R.D. Burman. This is one of them. % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % mohabbat me.n ajii kyaa apanaa imtihaa.n de.nge nahii.n ham apanii jaa.n de.nge hame.n kaise yaqii.n aaye wafaa me.n aap jaa.n de.nge chalo ham imtihaa.n de.nge dil me.n jo aapake tho.Daa pyaar hai lekin chhupaa chhupaa kyaa aitabaar hai waadaa sanam le lo tumako qasam le lo qasam ko_ii agar TuuTii to kyaa de.nge bolo chup kyo.n ho ga_e ajii ham apanii jaa.n de.nge kahanaa aasaan hai karanaa mushkil hai jiinaa aasaan hai maranaa mushkil hai karake dikhaa de.nge marake dikhaa de.nge achchha to goyaa aap duniyaa ko na_ii ik daastaa.n de.nge nahii.n ham apanii jaa.n de.nge chho.Do sawaal ye ab tum jawaab do apane bhii pyaar ka tho.Daa hisaab do ho pyaar karate hai.n ham tum pe marate hai.n jahaa.n ke saamane kyaa apanaa ye bayaa.n de.nge nahii.n ham apanii jaa.n de.nge mohabbat me.n ajii kyaa apanaa imtihaa.n de.nge nahii.n ham apanii jaa.n de.nge hame.n kaise yaqii.n aaye wafaa me.n aap jaa.n de.nge chalo ham imtihaa.n de.nge % #endindian \endsong