% ITRANS Song # % \startsong \stitle{jab tum chale jaaoge... aaj mujhe tum apanii tasaviir}% \film{Bullet}% \year{1976}% \starring{Dev Anand}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: HMV % Contributor: Abhijit Deonath % Transliterator: Abhijit Deonath % Date: 9 Mar 2005 % Series: GEETanjali, THGHT % Comments: Credits: Saikat Choudhary % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % jab tum chale jaaoge to yaad bahut aaoge tum chale jaaoge yaad bahut aaoge jab tum chale jaaoge to yaad bahut aaoge dil bahalaane kii koii tadabiir dete jaanaa aaj mujhe tum apanii tasaviir dete jaanaa merii aa.Nkho.n ne ik Kwaab dekhaa hai jaise kaa.NTo.n me.n gulaab dekhaa hai kisii chehare pe naqaab dekhaa hai merii aa.Nkho.n ne ik Kwaab dehkaa hai tum mere is Kwaab kii taabiir dete jaanaa aaj mujhe tum \.\.\. aisaa naa ho mai.n majabuur ho jaauu.N aake paas tumase duur ho jaauu.N shiishe kii tarah mai.n chuur ho jaauu.N aisaa naa ho mai.n majabuur ho jaauu.N mere haatho.n se merii taqadiir dete jaanaa aaj mujhe tum \.\.\. chand log dhokhebaaz hote hai.n unake dil me.n kuchh raaz hote hai.n dillagii ke bhii andaaz hote hai.n chand log dhokhebaaz hote hai.n kasmo.n vaado.n kii koii za.njiiir dete jaanaa aaj mujhe tum \.\.\. % #endindian \endsong