% \startsong \stitle{ga.ngaa aaye kahaa.N se}% \film{Kabuliwala}% \year{1961}% \starring{Balraj Sahni, Usha Kiran, Sonu}% \singer{Hemant}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ga.ngaa aaye kahaa.N se, ga.ngaa jaaye kahaa.N re aaye kahaa.N se, jaaye kahaa.N re laharaaye paanii me.n jaise dhuup\-chhaa.Nv re ga.ngaa aaye kahaa.N se, ga.ngaa jaaye kahaa.N re laharaaye paanii me.n jaise dhuup\-chhaa.Nv re raat kaarii din ujiyaaraa mil gaye dono.n saaye saa.Njh ne dekho ra.ng rupp ke kaise bhed miTaaye laharaaye paanii me.n jaise dhuup\-chha.Nv re \threedots kaa.Nch koii maaTii koii ra.ng\-bira.nge pyaale pyaas lage to ek baraabar jis me.n paanii Daale laharaaye paanii me.n jaise dhuup\-chha.Nv re \threedots naam koii bolii koii laakho.n ruup aur chehare khol ke dekho pyaar kii aa.Nkhe.n dabate re sa.ng mere laharaaye paanii me.n jaise dhuup\-chha.Nv re \threedots % #endindian \endsong %