% \startsong \stitle{baa.Nsuriyaa phir se bajaao, kaanhaa}% \film{Taj}% \year{1956}% \starring{Pradeep Kumar, Vyjayantimala}% \singer{Lata, Hemant}% \music{Hemant}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor : Neha Desai % Comments: Hemantada, a genius in his niche #18 % \printtitle #indian % la: baa.Nsuriyaa phir se bajaao, kaanhaa baa.Nsuriyaa phir se bajaao he: jaa jaa na hamako sataao, raadhaa jaa jaa na hamako sataao la: ba.nsii na baaje to jiyaa moraa Dole jiyaa moraa Dole piyaa, bolii ye bole phir se vahii dhun sunaao, kaanhaa baa.Nsuriyaa baa.Nsuriyaa phir se bajaao, kaanhaa \threedots he: ja rii naTakhat gavaalin kii chhorii mai.n na bajaa_uu.Ngaa ye baa.Ns kii porii la: aise na mujhako rulaao, kaanhaa baa.Nsuriyaa baa.Nsuriyaa phir se bajaao, kaanhaa \threedots la: kaa.Nhaa terii muralii me.n raadhaa kii jaan hai he: raadhaa tuu hii to merii ba.Nsii kii taan hai la: ho.nTho.n se ba.nsii lagaao, kaanhaa baa.Nsuriyaa baa.Nsuriyaa phir se bajaao, kaanhaa \threedots % #endindian \endsong %