% \startsong \stitle{zi.ndagii ke safar me.n akele the ham}% \film{Nartaki}% \year{1963}% \starring{Sunil Dutt, Nanda, Om Prakash}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: % \printtitle #indian % zi.ndagii ke safar me.n, akele the ham mil gae tum to dil ko sahaaraa milaa aa gae ik nae raaste par qadam jab tumhaarii nazar kaa ishaaraa milaa zi.ndagii ko tamannaa thii hamaraaz kii paaz\-e\-dil kii zaruurat thii aavaaz kii tumane jab muskuraakar pukaaraa hame.n zi.ndagii ko khushii kaa nazaaraa milaa ab zamaane kaa Dar hai na duniyaa kaa Gam apanii taqadiir par naaz karate hai.n ham aaj aa.Nkho.n ko jalave tumhaare mile aaj haatho.n ko daaman tumhaaraa milaa % #endindian \endsong %