% \startsong \stitle{ye si.nduurii shaam chhe.Datii hai man kii taar}% \film{Tyagpatra}% \year{}% \starring{Vidya Sinha}% \singer{Dilraj Kaur}% \music{Ajayswami}% \lyrics{Shiv Shankar Vashishth}% % % Contributor: Ashok (ADhareshwar@WorldBank.Org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Jan 17 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % (ye si.nduurii shaam, ye sinduuri shaam chhe.Datii hai man kii taar jii karataa hai u.Dakar pahu.nchuu.N niil gagan ke paar) \-2 ye si.nduurii shaam vo dekho, dekho na, do panchhii (##spoken##) vo dekho, do pa.nchhii, u.Date hai.n gagan me.n u.Date hai.n, laakho.n gagan aaj mere man me.n satara.ngii kalpanaa me.n khoii jharane se bahatii jaauu.N ye si.nduurii shaam phuulo.n kii ga.ndh leke pavan \-2 aayaa hai paas, aayaa hai paas samajhe mere raajaa, nahii.n samajhe (##spoken with laughter##) phuulo.n kii ga.ndh leke pavan aayaa hai paas, aayaa hai paas ra.Ngo.n me.n kisakii ra.Ng kar u.Date uu.Nchii pata.ng kyaa hii usake sa.ng (##spoken##) ye sinduurii shaam, ye sinduuri shaam chhe.Datii hai man kii taar jii karataa hai u.Dakar pahu.nchuu.N niil gagan ke paar ye si.nduurii shaam % #endindian \endsong %