% \startsong \stitle{ye jiivan hai, is jiivan kaa, yahii hai, yahii hai, yahii hai ra.ng ruup}% \film{Piya ka Ghar}% \year{}% \starring{Anil Dhawan, Jaya Bhaduri}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % ye jiivan hai is jiivan kaa yahii hai, yahii hai, yahii hai ra.ng ruup (2) tho.De Gam hai.n, tho.Dii khushiyaa.N yahii hai, yahii hai, yahii hai chhaa.Nv dhuup ye jiivan hai \threedots (ye naa socho isame.n apanii haar hai ki jiit hai ) \- 2 use apanaa lo jo bhii jiivan kii riit hai ye zid chho.Do, yU.N naa to.Do har pal ek darpaN hai ye jiivan hai \threedots dhan se naa duniyaa se ghar se na dvaar se saa.Nso.n kii Dor ba.ndhii hai priitam ke pyaar se duniyaa chhuuTe, par naa TuuTe ye kaisaa ba.ndhan hai ye jiivan hai is jiivan kaa yahii hai, yahii hai, yahii hai ra.ng ruup tho.De Gam hai.n tho.Dii khushiyA.N yahii hai, yahii hai, yahii hai chhaa.Nv dhuup ye jiivan hai % #endindian \endsong %