% \startsong \stitle{ye galiyaa.N ye chaubaaraa yahaa.N aanaa na dobaaraa}% \film{Prem Rog}% \year{}% \starring{Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Santosh Anand}% % % Contributor: David Windsor % Transliterator: David Windsor % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 10/26/1996 % \printtitle #indian % ye galiyaa.N ye chaubaaraa yahaa.N aanaa na dobaaraa ab ham to bhae paradesii ke teraa yahaa.N koii nahii.n le jaa ra.Ng\-bira.ngii yaade.n ha.Nsane rone kii buniyaade.n mere haatho.n me.n bharii\-bharii chuu.Diyaa.N mujhe bhaa ga_ii harii harii chuu.Diyaa.N dekh milatii hai.n teri\-merii chuu.Diyaa.N tuune piisii vah meha.Ndii ra.Ng laii morii gorii (???) havelii rach aaii terii aa.Nkh kyo.n laaDo bhar aaii tere baar (???) bhii bajegii shahanaaii saavan me.n baadal se kahanaa parades me.n terii bahanaa aa maa.N (???) milane (???) chale ham pardesh tere aa.Ngan me.n apanaa bachapan chho.D chale kal bhii suuraj nikalegaa kal bhii pa.nchhii gaae.nge sab tujhako dikhaaii de.nge par ham na nazar aae.nge aa.Nchal me.n sajaa lenaa ham ko sapano.n me.n bulaa lenaa ham ko dekh tuu na hame.n bhulaanaa maano duur hame.n hai jaanaa merii alha.D sii anakhaliyaa.N (???) sadaa palako.n me.n basaanaa jab bajane lage.n baaje gaaje lagane lage.n khaalii\-khaalii us din tuu samajhanaa merii Dolii uThii hai phuulo.n vaalii tho.De din ye naate the kabhii ham ha.Nsate gaate the % #endindian \endsong %