% \startsong \stitle{vo bijalii hai.n ham sholaa, aaj naa jaane kyaa hogaa}% \film{Vallah Kya Baat Hai}% \year{1962}% \starring{Shammi Kapoor, Bina Roy, Tun Tun, Janaki Das, KN Singh, Mumtaz}% \singer{Rafi}% \music{Roshan}% \lyrics{Prem Dhawan or Anand Bakshi?}% % % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [20a] % Poor Shammi had just entered the night club/casino life. % the villainess is trying to lure him. She has another song % 'mahfil me jo aaye tum, jaado sa chhaa gayaa' % % Then there is a Raani of somewhere who comes to the club % and Shammi sings an electrifying song (a mixture of the % 'yeh chaand saa roshan chehra', 'baar baar dekho' feelings) % \printtitle #indian % vo bijalI hai.n ham sholaa, aaj nA jaane kyaa hogaa chaa.Nd se Takkar suuraj kii, lo aayaa din qayaamat kaa ho ho ho yaaro.n husn kii ishk se ye pahalI mulaakaat hai aa haa haa vallaah kyaa baat hai, oh ho ho vallaah kyaa baat hai hote hai.n kaafir yuu.n to, allaah\-allaah kahate hai.n dilabar jinako dil ko u.Daa le.n ha.ns ke, taubaa\-taubaa aataa hai jaaduu inako lekin hamase jo aa.Nkh milii to, khaa gaye vo bhii chakkar sab naaz vo apane bhuul gaye, aur bhuul gaye sab aka.D unako paanii piinaa pa.Daa, ye hai naazuk vaqt ba.Daa chaa.Nd se Takkar suuraj kii, lo aayaa aisii bhii kyaa madahoshI, dekho\-dekho hosh nahii.n A.Nchal kaa kahatI hai saaf nigaahe.n, allaah kasam haal buraa hai dil kaa hai baat abhii to aa.Nkho.n tak, aage zaalim kyaa hogaa jab dil ko chhuu legii najar, jaane aalam kyaa hogaa chaa.Nd se Takkar suuraj kii, lo aayaa % #endindian \endsong %