% \startsong \stitle{tum jo hue mere hamasafar, raste badal gaye}% \film{12 O' Clock}% \year{1958}% \starring{Guru Dutt, Waheeda Rehman, Shashikala}% \singer{Geeta, Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu) % Credits: Arati Deo (arati@soma.rice.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % tum jo hue mere hamasafar, raste badal gaye laakho.n diye mere pyaar kii, raaho.n me jal gaye aayaa mazaa, laayaa nashaa, tere labo.n kii bahaaro.n kaa ra.ng mausam javaa.N, saathii hasii.n, usapar nazar ke ishaaro.n kaa ra.ng jitane bhii ra.ng the, sab terii aa.Nkho.n me.n Dhal gaye laakho.n diye mere pyaar kii, raaho.n me jal gaye \threedots kyaa ma.nzile.n kyaa kaaravaa.N, baaho.n me.n terii hai saaraa jahaa.N aa jaanejaa.N, chal de vahaa.N, milate jahaa.N pe zamii.n aasamaa.N ma.nzil se bhii kahii.n duur ham, aage nikal gaye laakho.n diye mere pyaar kii, raaho.n me jal gaye \threedots % #endindian \endsong %