% \startsong \stitle{tasaviir banaataa huu.N tasaviir nahii.n banatii}% \film{Baradari}% \year{1955}% \starring{Ajit, Giitaa Baalii}% \singer{Talat}% \music{Nashad}% \lyrics{Khumar Barabankvi}% % % Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Faez Nasrudin Kaiser (nasrudin@glue.umd.edu) % Ayyagari Bhuvaneshwari (ayyagari@charlie.ece.scarolina.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % tasaviir banaataa huu.N, tasaviir nahii.n banatI, tasaviir nahii.n banatI ek khvaab saa dekhaa hai, taabIr nahii.n banatI, tasaviir nahii.n banatI tasaviir banaataa huu.N \threedots bedard muhabbat kA, itanaa saa hai afasaanaa \- 2 nazaro.n se milii nazare.n, mai.n ho gayaa dIvaanaa ab dil ke bahalane kii, tadabIr nahii.n banatI, tasaviir nahii.n banatI tasaviir banaata huu.N \threedots dam bhar ke liye merI, duniyA me.n chale aao \- 2 tarasii huI aa.Nkho.n ko, phir shakl dikhaa jaao mujhase to merI biga.Dii, takadIr nahii.n banatI, tasaviir nahii.n banatI tasaviir banaata huu.N \threedots % #endindian \endsong %