% \startsong \stitle{shaam dekho Dhal rahii hai}% \film{Anjaan Hai Koyee}% \year{}% \starring{}% \singer{Rafi, Usha Khanna}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Manohar Khanna}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % \printtitle #indian % l: shaam dekho Dhal rahii hai pa.nchhii dekho jaa rahe hai tU bhI chal mere sa.ng o jIvan saathii \threedots rafii: shaam dekho Dhal rahii hai pa.nchhii dekho jaa rahe hai tU bhI chal mere sa.ng o jIvan saathii \threedots dono: shaam dekho Dhal rahii hai l: hai shaam ke A.Nchal mai.n, mastii hai bhiigii bhiigii aur de rahii hai dha.Dakan, aavaaz dhiimii dhiimii aavaaz dhiimii dhiimii tU bhI chal mere sa.ng o jIvan saathii \threedots shaam dekho Dhal \threedots rafii: ye niil kamal sI aa.Nkhe.n, hai kaajal bin kajarArI hai (ras sambhalake ??) ye sundar pyaarii pyaarii ye sundar pyaarii pyaarii tU bhI chal mere sa.ng o jIvan saathii \threedots shaam dekho Dhal \threedots % #endindian \endsong % TeX %