% \startsong \stitle{shaadii ke liye razaama.nd kar lii, razaama.nd kar lii}% \film{Devi}% \year{1970}% \starring{Sanjeev Kumar, Nutan}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Credits: rathore@ece.rutgers.edu (Mohan Rathore) % Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % shaadii ke liye razaama.nd kar lii, razaama.nd kar lii mai.n ne ik la.Dakii pasa.nd kar lii o u.Datii chi.Diyaa pi.njare me.n ba.nd kar lii u.Datii chi.Diyaa pi.njare me.n ba.nd kar lii maine ik \threedots merii nazaro.n ne husna kii, nAzuk bahaaro.n ko chhuu liyaa naaz hai mujhako taqadiir par, maine sitaaro.n ko chhuu liyaa maine to qismat, maine to qismat bula.nd kar lii maine ik \threedots banake bha.nvaraa ab baag me.n, kaliyo.n ke pichhe nahii.n bhaagU.ngaa mai.n saa.njh\-savere bas aaj se, galiyo.n me.n ab nahii jhaa.Nkuu.ngaa mai.n naino.n kii khi.Dakii, naino.n kii khi.DakI maine band kar lii maine ik \threedots % #endindian \endsong %