% ITRANS SONG \startsong \stitle{merii nigaah chhalakataa hu_aa hai paimaanaa}% \film{Asha Aur Khayam (Non-Film)}% \year{1997}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{Khayyam}% \lyrics{Ahmad Warsi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian merii nigaah chhalakataa hu_aa hai paimaanaa nigaah\-e\-may se pilaa_uu.N banaa_uu.N diiwaanaa jo piine aaye hai.n unase kaho mujhe dekhe.n meraa ye shoK saraapaa hai ek mayaKaanaa har ek nazar me.n mere shabaab kii mastii jise bhii dekh le merii adaa kaa mastaanaa ye saarii garmii\-e\-mahafil hai mere hii dam se jise ho jalanaa qariib aaye ban ke parawaanaa jidhar bhii jaa_uu.N udhar phailatii hai.n Kushbuu_e.n jo merii paaye mahak hosh se ho begaanaa #endindian \endsong