% \startsong \stitle{rim\-jhim ke giit saavan gaae, haay}% \film{Anjaana}% \year{1969}% \starring{Rajendra Kumar, Babita}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Rizwan Syed (rizwan@earth.sparco.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: 08/09/1995 % Credits: Madhuri Jarwala (mnj@neuron.pr.att.com) % Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % \printtitle #indian % ra: rim\-jhim ke giit saavan gaae, haay bhiigii\-bhiigii raato.n me.n la: ho.nTho.n pe baat dilakii aae, haay bhiigii\-bhiigii raato.n me.n la: teraa meraa puuchhe naataa ba.Dii vo ye ghaTaa gha.nghor hai chup huu.N aise me.n kah do kaise meraa saajan nahii.n tuu koii aur hai ke teraa naam, ho.nTho.n pe mere, tere\threedots sapane merii aa.Nkho.n me.n ra: rim\-jhim ke giit saavan gaae, haay bhiigii\-bhiigii raato.n me.n ra: meraa dil bhii hai diivaanaa tere nainaa bhii hai.n naadaan se kuchh na sochaa, kuchh na dekhaa kuchh bhii puuchhaa na is a.njaan se chal pa.De saath ham aise, kaise banake saathii, raaho.n me.n (?) ra: rim\-jhim ke giit saavan gaae, haay bhiigii\-bhiigii raato.n me.n ba.Dii lambii jii kii baate.n ba.Dii chhoTii barakhaa kii raat jii la: kahanaa kyaa hai, sunanaa kyaa hai kahane sunane kii ab kyaa baat hai ra/la: bin kahe, bin sune dil ne dilase kar lii.n baate.n, baato.n me.n ra: rim\-jhim ke giit saavan gaae, haay bhiigii\-bhiigii raato.n me.n la: ho.nTho.n pe , baat dilakii aae, haay bhiigii bhiigii raato.n me.n\threedots % #endindian \endsong %