% ITRANS SONG \startsong \stitle{dekhanaa unakaa kanakhiyo.n se idhar dekhaa kiye}% \film{Kehna Usey (Non-Film)}% \year{1984}% \starring{}% \singer{Mehdi Hasan}% \music{Niaz Ahmed}% \lyrics{Farhat Shahzad}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian dekhanaa unakaa kanakhiyo.n se idhar dekhaa kiye apanii aah\-e\-kam\-asar kaa ham\-asar dekhaa kiye jo ba\-jaahir hamase sadiyo.n kii musaafat\-bar rahe ham unhe.n har gaam apanaa hamasafar dekhaa kiye lamhaa lamhaa waqt kaa sailaab cha.Dhataa hii gayaa raftaa raftaa Duubataa ham apanaa ghar dekhaa kiye ko_ii kyaa jaane ke kaise ham bharii barasaat me.n nazar\-e\-aatish apane hii dil kaa nagar dekhaa kiye sun ke wo 'shahazaad' ke asha_aar sar dhunataa rahaa thaam kar ham dono.n haatho.n se jigar dekhaa kiye #endindian \endsong