% ITRANS SONG \startsong \stitle{reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa}% \film{Nayaa Daur}% \year{1957}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit}% \singer{Asha, Shamshad}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Sahir}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian aa \: ( reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa ) \-2 hoy sha \: ( jaa re piichhaa chho.D mujh matavaalii kaa kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa ) \-2 aa \: jab jab tujhako dekhuu.N mere dil me.n chhuTe.n phulajha.Diyaa.N karuu.Ngaa teraa piichha chaahe lag jaaye.n hathaka.Diyaa.N are karuu.Ngaa teraa piichha chaahe lag jaaye.n hathaka.Diyaa.N kyaa hai kotavaalii kaa ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa hoy sha \: jaa re piichhaa chho.D mujh matavaalii kaa kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa mai.n huu.N izzat waalii mujhe samajh naa aisii vaisii ba.De ba.Do.n kii mai.nne kar dii hai aisii taisii \-2 tuu hai kis thaalii kaa kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa aa \: reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa hoy ruup tere kaalaT ?? kaa mere dil ko de gayaa jhaTakaa ra.ng bhare haatho.n se zaraa khol de paT ghuu.NghaT kaa haay ra.ng bhare haatho.n se zaraa khol de paT ghuu.NghaT kaa dil hai dilavaalii kaa ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa hoy sha \: jaa re piichhaa chho.D mujh matavaalii kaa kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa aa \: reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa hoy #endindian \endsong