% ITRANS SONG \startsong \stitle{naa bha.Nwaraa naa ko_ii gul}% \film{Aarti}% \year{1962}% \starring{Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar}% \singer{Rafi, Asha, Chorus}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian ra \: naa bha.Nwaraa naa ko_ii gul akelaa huu.N mai.n teraa bulabul hai ek tanahaa_ii merii jaa.N mere jahaa.N me.n aa aa \: mere jahaa.N me.n ra.ng\-o\-buu kahii.n par ha.Nsii kahii.n aa.Nsuu ye hii bataa saudaa_ii mai.n ye zi.ndagii bhulaa duu.N kyaa ulfat kii hai yahaa.N buu baas man me.n lagii labo.n par pyaas ko \: man me.n lagii labo.n par pyaas aa \: chaa.Ndii sonaa ho na ho dil hai apane paas ra \: merii duniyaa aur hasii.n hai yahaa.N da.ngaa shor nahii.n hai hai ek tanahaa_ii merii jaa.N mere jahaa.N me.n aa naa bha.Nwaraa naa ko_ii gul akelaa huu.N mai.n teraa bulabul hai ek tanahaa_ii merii jaa.N mere jahaa.N me.n aa teraa jahaa.N hai jisakaa naam Gam kii subah dukho.n kii shaam ko \: ho ##no no no## ra \: maamuulii sii baat pe la.Danaa isakaa kaam aa \: phir bhii ye sab hai.n apane mil jul kar dekhe.n sapane ye hii bataa saudaa_ii mai.n ye zi.ndagii bhulaa duu.N kyaa mere jahaa.N me.n ra.ng\-o\-buu kahii.n par ha.Nsii kahii.n aa.Nsuu ye hii bataa saudaa_ii mai.n ye zi.ndagii bhulaa duu.N kyaa ra \: naa bha.Nwaraa naa ko_ii gul akelaa huu.N mai.n teraa bulabul hai ek tanahaa_ii merii jaa.N mere jahaa.N me.n aa #endindian \endsong