% ITRANS SONG \startsong \stitle{sun re sajan sun ... meraa naram karejawaa Dol gayaa}% \film{Arzoo}% \year{1950}% \starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Gop, Cukoo}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Prem Dhawan}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian sun re sajan sun sun man kii batiyaa re naino.n ko bhaay ga_ilii torii suratiyaa meraa naram karejawaa Dol gayaa ko_ii pyaar kii bolii bol gayaa meraa naram karejawaa Dol gayaa chhup\-chhup ke ko_ii aataa hai aur prem kii ba.nsii bajaataa hai \-2 ( nas\-nas me.n amarit ghol gayaa meraa naram karejawaa Dol gayaa ) \-2 tan\-man kii sudh\-budh kho baiThii mai.n aaj kisii kii ho baiThii \-2 ( ko_ii nainan se dil tol ?? gayaa meraa naram karejawaa Dol gayaa ) \-2 mohe a.Nkhiyo.n ne badanaam kiyaa \-2 merii priit kaa charchaa aam kiyaa \-3 ( ko_ii laaj kaa ghuu.NghaT khol gayaa meraa naram karejawaa Dol gayaa ) \-2 ko_ii pyaar kii bolii bol gayaa meraa naram karejawaa Dol gayaa #endindian \endsong