`% \startsong \stitle{jaise raadhaa ne maalaa japii shyaam kii}% \film{Tere Mere Sapne}% \year{1971}% \starring{Dev, Mumtaz, Hema}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Neeraj}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Pradeep Dubey (pradeep@watson.ibm.com) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Surajit Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jaise raadhaa ne maalaa japii shyaam kii \- 2 mai.n ne o.Dhii chunariyaa tere naam kii tere naam kii ho piyaa, tere hii naam kii raadhaa ne \threedots priit kyaa ju.Dii priit kyaa ju.Dii, Dor kyaa ba.Ndhii binaa jatan binaa yatan ho gaii mai.n nayii binaa mol kii mai.n bikii, binaa daam kii raadhaa ne \threedots kyaa tara.ng hai kyaa tara.ng hai, kyaa uma.ng hai more a.Ng a.Ng rachaa pii kaa ra.ng hai sharm aaii, kaise kahuu.N baat shyaam kii raadhaa ne \threedots paa liyaa tujhe, paa liyaa paa liyaa tujhe, paaii har khushii chaahuu.N baar baar cha.Dhuu.N terii paalakii subah shaam kii ye pyaas ba.De kaam kii raadhaa ne \threedots % #endindian \endsong %