% \startsong \stitle{agar dilabar kii rusvaa_ii hame.n ma.nzuur ho jaaye}% \film{Khilona}% \year{1970}% \starring{Sanjeev Kumar, Mumtaz}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Nita Awatramani % Transliterator: Nita Awatramani % Date: % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % agar dilabar kii rusvaa_ii hame.n ma.nzuur ho jaaye (sanam tuu bevafaa ke naam se mashhuur ho jaaye) - 2 agar dilbar kii \threedots ho jaaye sanam \threedots ho jaaye (hame.n fursat nahii.n milatii) \- 2 kabhii aa.Nsuu bahaane se (ka_ii Gam paas aa baiThe) \-2 (tere ek duur jaane se) \- 2 (agar tuu paas aa jaaye to har Gam duur ho jaaye) \- 2 sanam tuu \threedots ho jaaye (vafaa kaa vaastaa dekar) \- 2 mohabbat aaj rotii hai (na aise khel is dil se) \- 2 (ye nazuk chiiz hotii hai) \- 2 (zaraa sii Thes lag jaaye to shiishaa chuur ho jaaye) -2 sanam tuu \threedots ho jaaye (tere ra.ngiin ho.nTho.n ko) \- 2 kamal kahane se Darate hai.n (terii is beruKii pe ham) \- 2 (Gazal kahane se Darate hai.n) \- 2 (kahii.n aisaa na ho tuu aur bhii maGaruur ho jaaye) \- 2 agar dilbar ki \three dots ho jaaye sanam tuu \threedots ho jaaye % #endindian \endsong %