% ITRANS SONG \startsong \stitle{meraa bholaa saa balamaa re}% \film{Khamosh Sipahi}% \year{1950}% \starring{Nigar, Sohan Gop, David}% \singer{Rajkumari, Lalita Deulkar}% \music{Khurshid Anwar}% \lyrics{D N Madhok}% % Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004 % Credits: Irfan % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ % % Kosh mentions Hansraj Behl as the sole MD for the film. % There are two songs in Khamosh Sipahi which were composed % by Khurshid Anwar. This song and "kehdo kali kali badali % daraaye na" (Geeta and Surinder Kaur). % Both these songs were recorded by KA for film Mehfil, which % never started. When Madhok produced and Directed Khamosh % Sipahi he included these songs in this film. % Khamosh Sipahi thus has 11 songs. % KA later used the tune of meraa bhola sa in Pakistani film % Haveli (1964) . % The records of these song bear the name of KA as Composer \printtitle #indian meraa bholaa saa balamaa re nahii samajhe hamaare isaare o meraa bholaa saa balamaa re nahii samajhe hamaare isaare ( sadaa bhiige rahe re rasiyaa in naino.n ke dono.n kinaare ) \-2 meraa bholaa saa balamaa re nahii samajhe hamaare isaare ( saradii kii raat ba.Dii zulmii re baalamaa hamase Guzaare naa guzare ) \-2 ( aaj do gha.Dii ke badal dai do more vaaste jeTh kaa mahiinaa bhii aa guzare ) \-2 tuu naa bedardii re Garazii haay ?? jab maa.Nge jawaanii sahaare meraa bholaa saa balamaa re nahii samajhe hamaare isaare ( bolo na bolo thaarii marazii re saajanaa ham bhii na tose kabhii bole.n ) \-2 ( nanhaa saa jiyaa jo moraa bhar\-bhar aaye kabhii ba_iyaa.N kii oT le ke ro le.n ) \-2 ( mose naa pa_iyaa.N more sa_iyaa.N pa.Daa jaaye ho jaa_o jii tum jiite ham haare ) \-2 meraa bholaa saa balamaa re nahii samajhe hamaare isaare sadaa bhiige rahe re rasiyaa in naino.n ke dono.n kinaare meraa bholaa saa balamaa re nahii samajhe hamaare isaare #endindian \endsong