% ITRANS SONG \startsong \stitle{kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n}% \film{(Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{}% % Contributor: BOL ANAMOL V S Rawat, 31 Jul 2004 \printtitle #indian kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n Dhuu.NDh sakuu.N nazaro.n me.n terii apanaa khoyaa pyaar dekh sakuu.N dekh sakuu.N jii bhar ke tujhako duur kha.Daa ek baar \-2 kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n kabhii kahii.n jaane\-anajaane karane (??) me.n laachaar jhuum sakuu.N jhuum sakuu.N mai.n sun kar terii paayal kii jhanakaar \-2 kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n karuu.N tere sapano.n se apanii raato.n kaa si.ngaar chhe.D sakuu.N chhe.D sakuu.N man kii viinaa par tere giit hazaar \-2 kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n nain bichhaane raah me.n har luu.N (??) prem\-nagar ke dwaar puuchh sakuu.N puuchh sakuu.N mai.n tujhase apane jiine kaa aadhaar \-2 kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n #endindian \endsong