% \startsong \stitle{terii suurat se nahii.n milatii kisii kii suurat}% \film{Ziddi}% \year{1964}% \starring{Asha Parekh, Joy Mukherjee}% \singer{Rafi}% \music{S D Burman}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10443 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % terii suurat se nahii.n milatii kisii kii suurat ham jahaa.N me.n terii tasviir li_e phirate hai.n terii suurat se \threedots Kuub cheharaa hai teraa dono.n jahaa.N hai.n paagal saamane tere hai phiikaa vo hasii.n taaj mahal terii zulfo.n ne sanam dil meraa baa.Ndh liyaa tuune ai jaan\-e\-sitam pyaar kaa jaam diyaa zulf kii ham javaa.N za.njiir li_e phirate hai.n terii suurat se \threedots ye to duniyaa hai yahaa.N ek nahii.n laakh hasii.n jo adaa dekhii hai tujh me.n vo kisii me.n bhii nahii.n saamanaa teraa jab hogaa to qayaamat bhii hogii aa.Nkh jab tujhase milegii to mohabbat bhii hogii pyaar kii ham ajab taabiir li_e phirate hai.n terii suurat se \threedots chaa.Ndanii raat bhii zaalim terii parachhaa_ii.n hai aur suuraj ne tere gaalo.n se chamak paa_ii hai gar tujhe dekh le kashmiir to sharamaa jaa_e aur farishtaa jo agar dekh le lalachaa jaa_e ham na_e ra.ng kii ik hiir li_e phirate hai.n terii suurat se \threedots % #endindian \endsong