% \startsong \stitle{mai.n ku.Dii a.njaanii shahar a.njaanaa ho}% \film{zor}% \year{1998}% \starring{Sunny, Sushmita, Milind Gunaji, Om Puri, Anupam, Farida, Dina Pathak}% \singer{Kavita Subramaniam}% \music{Agosh}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n ku.Dii a.njaanii shahar a.njaanaa ho kahaa.N mai.n chalii aa_ii ho kahaa.n thaa mujhe jaanaa ho yahaa.n par bha.nvare vahaa.n par bha.nvare kahaa.n hai vo meraa paravaanaa sab nigaaho.n me.n dhokhaa hai dil ne mujhe mere rokaa hai dil lene vaale dekhe dil dene vaale dekhe dekhaa nahii.n hai ko_ii jaa.n dene vaalaa nigaahe.n sab dekhe.n adaa_e.n sab dekhe.n dekhe na ko_ii meraa sharamaanaa mai.n ku.Dii a.njaanii \threedots aa.Nkhe.n churaa ke mujhe jaane do daaman bachaa ke mujhe jaane do vo pyaar karane vaale zamaane se niraale baakii to saare ra.ng ruup ke shikaarii alag hai vo dil kaa lagaanaa mai.n ku.Dii a.njaanii \threedots % #endindian \endsong