% \startsong \stitle{pahalii pahalii baar jaagaa hai}% \film{zor}% \year{1998}% \starring{Sunny, Sushmita, Milind Gunaji, Om Puri, Anupam, Farida, Dina Pathak}% \singer{?, Vinod Rathod}% \music{Agosh}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pahalii pahalii baar jaagaa hai pahalaa pyaar tere hii li_e \-2 hai yahii du_aa tere mere pyaar ko nahii.n lage nazar kisii kii rab se maa.nguu.N aur kyaa nain jhuke hai.n yuu.N sharam se kyaa kahuu.N mai.n kasam se kyaa kyaa aramaan dil me.n jage ki paayaa hai jab se pyaar teraa dil ko lubhaa jaa_e terii sharm ye bholaapan thii qismat hamaarii sanam kii laakho.n me.n tumako paayaa hai ab yahii du_aa mere pyaar terii Kushiyo.n ko naa lage kabhii nazar Gam kii bhii rab se maa.nguu.n \threedots pyaar kaa safar hai ye pyaaraa kar lo ye vaadaa le ke haatho.n me.n haath meraa chaloge mere sa.ng yuu.N hii sadaa ho dhuup yaa chhaayaa ho a.Ndheraa yaa ujaalaa ho Khushii kaa yaa Gam kaa samaa.N ab teraa ye daaman chhuuTe naa hai yahii du_aa terii baaho.n me.n jiinaa maranaa ho tere kadamo.n me.n pahalii pahalii baar jaagaa \threedots % #endindian \endsong