% \startsong \stitle{hoy aasamaan se to.D ke taare zulf me.n terii}% \film{Woh Din Yaad Karo}% \year{1971}% \starring{Nanda, Sanjay, Shashikala, Mehmood}% \singer{Kishor, Sulakshana Pundit}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11177 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ki \: hoy ( aasamaan se to.D ke taare zulf me.n terii sajaa_uu.Ngaa is jahaa.N kaa sabase ba.Daa mai.n jaaduugar kahalaa_uu.Ngaa ) \-2 chii.n paTaak Dam Dam D D Dam jai.n kaalii k k jam sab ho_ii jaatii da.ng pati kabahuu ke pag nahii.n sakat bakhaan chhuu chhuu chhuu allaadiin kaa huu.N chelaa is jahaa.N me.n mai.n akelaa jisane merii baat na maanii apanii jaan pe khelaa khelaa khelaa khilaa duu.N kelaa aah are bol o merii mainaa tere dil me.n kyaa hai kahanaa bol o bol su \: paanii me.n tuu aag lagaa de ki \: ye le su \: isake sar ke baal u.Daa de ki \: ye le aa \: is la.Dakii ko la.Dakaa banaa de ki \: ye le abhii le \-2 chii.n paTaak Dam Dam gili gili gili gili gili Duu haath lagaa_oge kaano.n ko aisaa khel dikhaa_uu.Ngaa is jahaa.N kaa sabase \threedots mai.n baharuupiyaa huu.N aisaa pahachaan lo to maanuu.N mai.n kab kyaa karuu.Ngaa tum ye jaan lo to maanuu.N teraa cheharaa hai bagule kaa mujhe shauq ba.Daa tabale kaa bum bum uu huu.n huu.n ho terii chhuTTii ho ga_ii hai ho terii biTiyaa kho ga_ii hai su \: jaaduugar bichha.Do.n ko milaa de isako usakaa pataa bataa de ki \: ##o no no no no no## mai.n bichha.D jaa_uu.Ngaa usase isase agar ( milaa_uu.Ngaa ) \-3 saTaak saTaak siitaaraam saTak saTak saTak saTak chal haT naTakhaT panaghaT jhaTapaT \-2 vR^indaavan kii haay\-haay vR^indaavan kii ku.nj galiyan me.n kaahe tuu yuu.N bhaTak naa bhaTak saTakam saTakam bhaTakam bhaTakam \-2 % #endindian \endsong