% \startsong \stitle{suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar}% \film{Tarang}% \year{1952}% \starring{Munawwar Sultana, Ajeet, Jeewan, Manorma}% \singer{Chitragupt}% \music{Chitragupt}% \lyrics{I C Kapoor}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12289 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % hoy ( suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa ) \-2 ( aa.Nkho.n kaa liyaa taraazuu dil ko taul diyaa ) \-2 lo siinaa khol diyaa suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa suno\-suno ai duniyaa waalo bhaa_iyo bahano aur bachcho suno\-suno ai duniyaa waalo ek anokhii na_ii kahaanii miyaa banaa hai ghar kaa naukar haay naukar miyaa banaa hai ghar kaa naukar biiwii ghar kii raanii aaTaa guu.Ndge.n chakkii piise.n roTii aap pakaaye.n miyaa aur jo kah de biwii jaa ke paanii bhii bhar laaye.n ku.Nve se paanii bhii bhar laaye.n aur jaate\-jaate gunagunaaye.n suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa aa.Nkho.n kaa liyaa taraazuu dil ko taul diyaa lo siinaa khol diyaa suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa aur phir duusare din savere ban\-Than ke jab biiwii\-raanii apane baal sa.Nwaare ghar ke maile kapa.De miyaa.N dho\-dho kar hai.n haare jiyo raam jiyo raam jiyo oy jiyo raam jiyo raam jiyo ThaNDaa paanii haath hai.n naazuk pa.D gaye moTe chhaale haay chhaale phir bhii rah\-rah ke meraa dil bolii yahii pukaare suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa aa.Nkho.n kaa liyaa taraazuu dil ko taul diyaa lo siinaa khol diyaa suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa aur usake baad das baje ajii bachchii ko le god me.n abbaa chale nahalaane saabun ka.nghii tel tauliyaa beTii kaa jii bahalaane ko sau\-sau diye bahaane baiTh ke uThe uTh kar baiThe ghuusam\-laat machaaye naach\-naach kar haar gaye to miyaa.N lage ye gaane suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa aa.Nkho.n kaa liyaa taraazuu dil ko taul diyaa lo siinaa khol diyaa suno merii sarakaar chale ab naino.n kii talawaar lo siinaa khol diyaa % #endindian \endsong %