% \startsong \stitle{bi.ndiyaa chamake chuu.Dii khanake ... ham ho ga_e tumhaare}% \film{Tumko Na Bhool Payenge}% \year{2002}% \starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}% \singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam}% \music{Dabbu Malik}% \lyrics{Salim Bijanauri}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa_ii re aa_ii re aa_ii re aa_ii bi.ndiyaa chamake chuu.Dii khanake lau.ng maare lashkaare ham ho ga_e tumhaare o re sajan tohe mhaarii kasam mhaarii maa.Ng maa.n bhar de taare ho_y bi.ndiyaa chamake \threedots chhupatii nahii.n dil kii baate.n sab kah jaatii hai.n aa.Nkhe.n mujh ko kuchh kuchh hotaa hai jab thaame.n tuu ye baahe.n ham khud ko bhuul jaa_e.Nge tum ko naa bhuul paa_e.Nge tum ko agar bhuul jaa_e.Nge ham jiinaa naa chaahe.nge puure hu_e aramaa.n saare bas me.n nahii.n ham hamaare ham ho ga_e tumhaare o_y bi.ndiyaa chamake \threedots huu.N dil ye jab lag jaataa hai phir to jiyaa nahii.n jaataa hai tum to nazar aa jaate ho kuchh bhii nazar nahii.n aataa hai haa.N pal do pal kii baat nahii.n ye janmo.n kaa naataa hai jis se pyaar ho us kaa naam dil pe likh jaataa hai o re dil ye de duu.N jaa.N bhii de duu.N kar de agar tuu ishaare ham ho ga_e tumhaare ho_y bi.ndiyaa chamake \threedots more sajan mohe thaarii kasam thaarii maa.Ng maa.n bhar duu.N taare ho_y bi.ndiyaa chamake \threedots % #endindian \endsong