% \startsong \stitle{naarii kuchh aisan aage nikal rahii hai}% \film{Swayamvar}% \year{1980}% \starring{Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor, Vidya Sinha, Moushumi Chaterjee}% \singer{Kishor}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10423 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % naarii kuchh aisan aage nikal rahii hai mardan ke paa.Nv tale dharatii phisal rahii hai vo din ga_e ki ghar ke chuulhe maa.n sar khapaayaa ek pair ab zamii.n par ek chaa.Nd par jamaayaa badalii hai jab se aurat duniyaa badal rahii hai mardan ke paa.Nv tale \threedots mardan ko de ke penashan la.Datii hai ab ilek{}shan kahate the jisako sisTar ab hu_ii minisTar mardan kii momabattii Tap\-Tap pighal rahii hai mardan ke paa.Nv tale \threedots chaabii kaa chhallaa kholaa aa.Nchal se naariyo.n ne banduuk bhii uThaa lii ab faujii naariyo.n ne har desh auratan kii palTan nikal rahii hai mardan ke paa.Nv tale \threedots % #endindian \endsong