% \startsong \stitle{pattaa pattaa buuTaa buuTaa, haal hamaaraa jaane hai}% \film{Ek Nazar}% \year{1972}% \starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Mir Taqi Mir}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: % \printtitle #indian % pattaa pattaa buuTaa buuTaa haal hamaaraa jaane hai, pattaa pattaa\threedots jaane na jaane gul hii na jaane baag to saaraa jaane hai, pattaa pattaa\threedots koii kisii ko chaahe, to kyuu.n gunaah samajhate hai.n log koii kisii kii khaatir, tarase agar to ha.Nsate hai.n log begaanaa aalam hai saaraa, yahaa.N to koii hamaaraa dard nahii.n pahachaane hai, pattaa pattaa\threedots chaahat ke gul khile.nge, chalatii rahe hazaar aa.Ndhiyaa.N ham to kisii chaman me.n, baa.Ndhe.nge pyaar kaa aashiyaa.N ye duniyaa bijalii giraae, ye duniyaa kaa.NTe bichhaae ishq magar kab maane hai, pattaa pattaa\threedots dikhalaae.nge jahaa.N ko, kuchh din jo zindagaanii hai aur kaise na ham mile.nge, hamane bhii dil me.n Thaanii hai aur abhii matavaale dilo.n kii, muhabbat vaale dilo.n kii baat koii kyaa jaane hai, pattaa pattaa\threedots % #endindian \endsong %