% \startsong \stitle{kahii.n saavan me.n bhii ... bhiigii\-bhiigii havaa hai}% \film{Suneharaa Sansaar}% \year{1975}% \starring{Rajendra Kumar, Hema Malini, Mala Sinha, Om Prakash, Asrani, David}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10665 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mu \: kahii.n saavan me.n bhii ye dil na tarase la \: ghaTaa chhaa_ii to hai barase na barase bhiigii\-bhiigii havaa hai kaalii\-kaalii ghaTaa hai ghaTaa pe to shaq ho sakataa hai tum pe nahii.n ho mu \: bhiigii\-bhiigii havaa hai \threedots la \: dil diivaane diivaaro.n ko to.D ke mil jaate hai.n jab phuulo.n ko khilanaa ho to patajha.D me.n khil jaate hai.n aise aksar hu_aa hai aisaa ho ye du_aa hai du_aa pe to shaq ho sakataa hai tum pe nahii.n ho mu \: is duniyaa se Dar ke kisane yaar kaa daaman chho.D diyaa vo harajaa_ii kahalaayaa hai jisane vaadaa to.D diyaa aashiq se sunaa hai chaahat me.n vafaa hai vafaa pe to shaq ho sakataa hai tum pe nahii.n ho la \: vaqt pe din Dhalataa hai vaqt pe chaa.Nd nikalataa hai mu \: ko_ii to hai is parade me.n kaun ishaaraa karataa hai la \: ko_ii jaaduu hai kyaa mu \: kahate hai.n Kudaa hai do \: Kudaa pe to shaq ho sakataa hai tum pe nahii.n ho la \: tum pe nahii.n mu \: tum pe nahii.n % #endindian \endsong