% \startsong \stitle{iid kaa din tere bin hai phiikaa}% \film{Sohni Mahiwaal}% \year{1958}% \starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Achala sachdev, Sheela Kashmiri, Mukri, Tuntun}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10658 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: iid kaa din tere bin hai phiikaa aajaa aajaa ke din hai Kushii kaa ham akele aur ye mele iid hai aur terii yaad hai la \: chaa.Nd nikalaa na merii Kushii kaa iid kaisii jo Gam ho kisii kaa mai.n qafas me.n Gam ke bas me.n zindagii merii barabaad hai ra \: iid mil jaa ke dil kaa miTe Gam jaane agale janam ho.n ke na ho.n ham kuchh bharosaa nahii.n zindagii kaa iid kaa din tere bin \threedots la \: iid hai aur majabuuriyaa.N hai.n kyaa karuu.N yaar se duuriyaa.N hai.n aaj din hai ba.Dii beqasii kaa iid kaisii jo Gam ho \threedots do \: iid kaa din tere bin \threedots % #endindian \endsong