% \startsong \stitle{jaag devataa naag devataa ... janam diyaa jinako tumane}% \film{Shaalimaar}% \year{1978}% \starring{Dharmendra, Zeenat Aman}% \singer{Rafi}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10801 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % ko \: jaag devataa naag devataa ra \: janam diyaa jinako tumane ko \: jaag devataa naag devataa ra \: janam diyaa jinako tumane kyo.n Das liyaa unako naag devataa ko \: jaag devataa jaag devataa ra \: janam diyaa jinako \threedots dene vaale ko vaapas lene kaa kyaa haq hai \-2 vaapas lene vaale ko dene kaa kyaa haq hai \-2 baras rahaa hai aa.Nkh se paanii lagii hai dil me.n aag devataa ko \: jaag devataa jaag devataa paagal chhaatii piiT ke ro ke maatam karate hai.n dobaaraa kab zindaaa hote hai.n jo marate hai.n bujhe hu_e diipak na jale to kaisaa diipak raag devataa ko \: jaag devataa jaag devataa \-2 bekaar hai ronaa insaano.n himmat se kaam lo diivaano.n jo patthar hai kab khilataa hai insaaf kabhii yuu.N milataa hai kyaa rakhaa hai in baato.n me.n taqadiir hai apane haatho.n me.n ab to.D do jhuuThii rasmo.n ko sab baato.n ko sab qasamo.n ko vo chiikh nahii.n thii naaraa thaa tumako bhagavaan pukaaraa thaa is vaqt agar Dar jaa_oge vo mar gayaa tum mar jaa_oge dekho uTho bhaago dau.Do za.njiir gulaamii kii to.Do \-4 ko \: jhi.ngaa lalaam hur hur % #endindian \endsong