% \startsong \stitle{cha.nchal shiital nirmal komal sa.ngiit kii devii}% \film{Satyam Shivam Sundaram}% \year{1978}% \starring{Shashi Kapoor, Zeenat Aman}% \singer{Mukesh}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11281 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: Last song of Mukesh % Credits: % \printtitle #indian % % in the mukha.Daa, a female voice (Zeenat?) speaks all the words one by one, % then mukesh echoes them. Then mukesh starts the song. % cha.nchal shiital nirmal komal sa.ngiit kii devii svar sajanii \-2 sundarataa kii har pratimaa se ba.Dhakar hai tuu sundar sajanii cha.nchal shiital \threedots kahate hai.n jahaa.N naa ravi pahu.Nche kahate hai.n vahaa.N par kavi pahu.Nche tere ra.ng\-ruup kii chhaayaa tak naa ravi pahu.Nche naa kavi pahu.Nche mai.n chhuune laguu.N tuu u.D jaa_e pariyo.n se tere par sajanii cha.nchal shiital \threedots ko \: aa a aa aa aa h.n tere rasava.ntii ho.nTho.n kaa mai.n giit ko_ii ban jaa_uu.Ngaa saragam ke phuulo.n se tere sapano.n kii sej sajaa_uu.Ngaa Dolii me.n baiTh ke aa_egii jab tuu saajan ke ghar sajanii cha.nchal shiital \threedots aisaa lagataa hai TuuT ga_e sab taare gore\-gore ik chandaa se ra.ngii.n badan se lipaT ga_e ko \: o mu \: banakar nath ka.ngan karadhaniyaa ghu.Ngharuu jhumake jhuumar sajanii mu,, ko \: cha.nchal shiital \threedots ko \: cha.nchal shiital nirmal komal mu \: sa.ngiit kii devii svar sajanii \-2 % #endindian \endsong