% \startsong \stitle{ho sar pe mukuT saje ... raam jii kii nikalii savaarii}% \film{Sargam}% \year{1979}% \starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11288 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ho sar pe mukuT saje mukh pe ujaalaa haath me.n dhanuSh gale me.n puShp maalaa ham daas inake ye svaamii sabake anjaan ham ye antarayaamii shiish jhukaa_o raam\-gun gaa_o bolo jay viShNu ke avataarii raam jii kii nikalii savaarii raam jii kii liilaa hai nyaarii ko \: raam jii kii nikalii \threedots ek taraf laxmaN ek taraf siitaa biich me.n jagat ke paalanahaarii ko \: raam jii kii nikalii \threedots dhiire chalaa rath o rath vaale tohe Kabar kyaa o bhole\-bhaale ko \: tohe Kabar kyaa o bhole\-bhaale ik baar dekho jii naa bharegaa sau baar dekho phir jii karegaa vyaakul pa.De hai.n kabase kha.De hai.n ko \: vyaakul pa.De hai.n kabase kha.De hai.n darshan ke pyaase sab nar\-naarii raam jii kii nikalii \threedots ko \: raam jii kii nikalii \threedots chaudah baras kaa vanavaas paayaa maataa\-pitaa kaa vachan nibhaayaa ko \: maataa\-pitaa kaa vachan nibhaayaa dhokhe se har lii raavaN ne siitaa raavaN ko maaraa la.nkaa ko jiitaa ko \: raavaN ko maaraa la.nkaa ko jiitaa tab\-tab ye aa_e \-2 ko \: tab\-tab ye aa_e \-2 jab\-jab duniyaa inako pukaarii raam jii kii nikalii \threedots ek taraf laxmaN \threedots ko \: raam jii kii nikalii \threedots % #endindian \endsong