% \startsong \stitle{jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o kal phir aanaa}% \film{Samaadhi}% \year{1972}% \starring{Dharmendra, Asha Parekh, Jaya Bhaduri}% \singer{Kishor}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10798 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % ( jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o kal phir aanaa yuu.N hii kisii mo.D pe mil jaanaa ) \-2 ab yaad rakhanaa raah ye dilabar luuTaa hai is par tumane bahaar me.n kab tak yahii.n par aa.Nkh bichhaa_e baiThaa rahuu.Ngaa mai.n i.ntazaar me.n jaa_o karo na beqal dil rahaa hai machal baaqii baate.n ho.ngii kal abhii kyaa kahuu.N jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o \threedots tho.Dii abhii to nazar jhukaa_ogii tho.Daa abhii sharamaa_ogii tum pahalaa hii din hai apane milan kaa do\-chaar din me.n khul jaa_ogii tum ise kahate hai.n pyaar sikhaa_uu.Ngaa mai.n yaar huu.N tumhaaraa daavedaar aage kyaa kahuu.N jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o \threedots paagal kaho tum ha.Ns kar mujhako yaa dil hii dil me.n diivaanaa samajho par ye tumhaarii aisii adaa hai apane kisii ko begaanaa samajho na samajh me.n ho kam na umar me.n ho kam ab tumase sanam mai.n bhii kyaa kahuu.N jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o \threedots % #endindian \endsong