% \startsong \stitle{tuu mahal me.n rahane vaalii ... bataa phir teraa\-meraa}% \film{Shabnam}% \year{1949}% \starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}% \singer{Mukesh, Shamshad}% \music{S D Burman}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10046 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mu \: tuu mahal me.n rahane vaalii mai.n kuTiyaa me.n rahane vaalaa bataa phir teraa\-meraa pyaar kyaa tuu aasamaan kaa taaraa mai.n ik zarraa bechaaraa bataa phir teraa\-meraa pyaar kyaa sha \: mere dil me.n pyaar kii aag piyaa haay ( lagii rahii ) \-3 mai.n khol ke khi.Dakii mahal kii haay re ( kha.Dii rahii ) \-3 mu \: tuu ha.Nsatii kha.Dii us paar merii naav biich majhadhaar bataa phir \threedots sha \: terii miiThii\-miiThii yaad mere dil me.n haay re haay ( aatii rahii ) \-3 merii bhiigii\-bhiigii a.Nkhhiyo.n se ni.ndiyaa haay re haay ( jaatii rahii ) \-3 mu \: terii jhuuThii hai har baat tuu chho.D ga_ii meraa saath bataa phir \threedots sha \: jab rimajhim\-rimajhim\-rimajhim barakhaa haay re haay ( hotii rahii ) \-3 mai.n saavan ke baadalo.n ke sa.ng\-sa.ng haay re haay ( rotii rahii ) \-3 mu \: tuu khel samajh kar rotii tere aa.Nsuu mahal ke motii bataa phir \threedots % #endindian \endsong