% \startsong \stitle{uma.Dii nadiyaa pyaar kii ... javaanii tere naam kar dii}% \film{Sherani}% \year{1988}% \starring{Shatrughan, Sridevi, Pran, Kader Khan, Ranjeet, Jagdeep, Lalita Pawar}% \singer{Mohammed Aziz, Asha}% \music{Kalyanji Anandji}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: uma.Dii nadiyaa pyaar kii chalii kinaaraa to.D sabase rishtaa to.D ke maine tujhase liyaa dil jo.D ko_ii mard milaa na aisaa baa.Nkaa javaan tere jaisaa merii korii kvaa.nrii javaanii hu_ii terii diivaanii javaanii tere naam kar dii \-2 mo \: ko_ii milii na gorii aisii prem diivaanii tere jaisii mere dil ko hai ye hairaanii kyo.n korii javaanii mere naam kar dii aa \: jab se dekhii terii suurat pyaar jiyaa me.n jaage ik paradesii ho ke bhii tuu kyo.n apanaa saa laage mo \: pyaar kisii se kab ho jaa_e yah ko_ii naa jaane suurat ajanabii ho phir bhii dil ko dil pahachaane aa \: tujhako maan liyaa hai sai.nyaa ba.Dhake thaam le merii bahiyaa.n terii merii yah prem kahaanii zamaane ne jaanii javaanii tere naam kar dii \threedots aa \: priit suhaagan ho ga_ii merii pyaar milaa jo teraa terii baaho.n ke saaye me.n biite jiivan meraa mo \: aisii jisakii mahabuubaa ho usakii qismat jaage usako paake dil diivaanaa qismat se kyaa maa.nge aa \: tere hii sapano.n me.n kho ke jiinaa hai bas terii ho ke tere pyaar kii me.nhadii rachaa ke ye maa.ng sajaa ke javaanii tere naam kar dii \threedots % #endindian \endsong