% \startsong \stitle{chho.Do bhii ye gussaa jo hu_aa so hu_aa ... kuchh khataa hai terii}% \film{Shabnam}% \year{1994}% \starring{Sanjay Mitra, Kanchan, Mohnish, Aloknath, Bharat Kapoor, Shammi}% \singer{Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Rani Malik}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chho.Do bhii ye gussaa jo hu_aa so hu_aa chho.Do bhii ye kissaa jo hu_aa so hu_aa kuchh khataa hai terii kuchh khataa hai merii baraabar kaa hai hissaa jo hu_aa so hu_aa chho.Do bhii ye gussaa \threedots kahaa.n gayaa vo sab ghuumanaa ghumaanaa aate hii mujhako baaho.n me.n uThaanaa tum bhii bhuul ga_ii.n vo khilakhilaanaa aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n pyaar jataanaa tumhii.n ne to pahale chhe.Dii ye la.Daa_ii bhuul ga_e pyaar me.n jo kasame.n khaa_ii.n har vaqt kaam me.n kho_ii rahatii ho merii ik zamaane se yaad nahii.n aa_ii tuu jhuuThaa hai nahii.n sachchii hai.n ye adaa_e.n par ba.Dii achchhii hai.n jo honaa thaa ho gayaa ai sanam jaane do kuchh khataa hai terii \threedots ho.nTho.n pe aa_ii baat chalo kah Daaluu.n dil kaa to achchhaa hai par jhaga.Daaluu terii chaahat me.n jaan bhii ga.nvaa duu.n kahii.n aur dekhe na dil meraa jale hai jab ye jaise sau sau chhuriyaa.n chale hai.n yahii baat utare na mere gale hai tujhe ko_ii aur chaahe mujhako khale hai tuu pagalii hai tuu diivaanaa mai.n shamaa huu.N mai.n paravaanaa jalanaa hii thaa hamako pyaar me.n jal jaane do kuchh khataa hai terii \threedots % #endindian \endsong