% \startsong \stitle{hamako hu_aa hai pyaar bataa_o ham kyaa kare.n}% \film{Sainik}% \year{1993}% \starring{Akshay Kumar, Ronit Roy, Ashwini Bhave, Farheen, Aloknath, Satish Shah}% \singer{Alka Yagnik, Vinod Rathod}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % hamako hu_aa hai pyaar bataa_o ham kyaa kare.n ab jiinaa hu_aa dushvaar bataa_o ham kyaa kare.n hamako hu_aa hai pyaar \threedots hamane tumhe.n dekhaa sanam dil diivaanaa ho gayaa aa.Nkh la.Dii baat ba.Dhii chain kahii.n kho gayaa hamako mohabbat me.n milii.n itanii bekaraariyaa.N ab to sahii jaa_e.n na kahii.n tho.Dii sii bhii duuriyaa.N are nainaa hu_e hai.n chaar bataa_o ham kyaa kare.n hamako hu_aa hai pyaar \threedots ko_ii yahaa.N kuchh bhii kahe ham nahii.n maane.nge dard\-e\-jigar kyaa hai sanam log nahii.n jaane.nge saaraa jahaa.N bhuul ga_e ham diivaanepan me.n hamane basaayaa hai tumhe.n dilarubaa darpaN me.n lo hamane kiyaa ikaraar bataa_o ham kyaa kare.n hamako hu_aa hai pyaar \threedots % #endindian \endsong